Teri Zindagi se bahut door Chala jaunga
Yaad bahut aayegi teri meri jaan
Na kabhi teri dar pe laut ke aaunga
Bhulna chahu tujhe par tere diye huye Dard Nahi
Jalana chaha teri surat ka tasveer par Dil ne kaha TU gair Nahi
Toot gayaa hoon Andar se
Haar gaya main khud ki muqdar se
Main toh ruthaa hua dariya hoon
Kya ummeed karoo tere Dil me pyaar bhare samundar se
Ek din khud ko jalakar raakh kar Dunga
Galati teri nahi galati main aapni kismat ko Dunga
Teri Zindagi se bahut door Chala jaunga
Yaad bahut aayegi teri meri jaan Rab se yahi Dua karoonga
Na kabhi teri dar pe laut ke aaunga