Kaho Na Kaho
Yeh Aankhen Bolti Hain
O Sanam O Sanam
O Mere Sanam ...
Mohabbat Ke Safar Mein
Yeh Sahaara Hai ...
Wafa Ke Saahilon Ka Yeh Kinaara Hai ...
Kaho Na Kaho
Yeh Aankhen Bolti Hain
O Sanam O Sanam
O Mere Sanam ...
Mohabbat Ke Safar Mein
Yeh Sahaara Hai ...
Wafa Ke Saahilon Ka Yeh Kinaara Hai ...
Baadalon Se Unchi Uraan Unki
Sab Se Alag Pehechaan Unki
Usse Hai Pyaar Ki Kahaani Mansoob
Aati Jaati Saanson Ki Rawaani Mansoob ..
Baadalon Se Unchi Uraan Unki
Sab Se Alag Pehechaan Unki
Usse Hai Pyaar Ki Kahaani Mansoob
Aati Jaati Saanson Ki Rawaani Mansoob ..
Kamalli Ma'aa
Wala Ha’’tta' Baidi'am
Niki Aldi Hawa
Kamalli Ma'aa ...
Kamalli B'ali Uffal Di Walaa Bansaa' ...
Kamalli Waa Hishmillah
Hataa Banu Wayyaa ...
Kaho Na Kaho
Yeh Aankhen Bolti Hain
O Sanam O Sanam
O Mere Sanam ...
Mohabbat Ke Safar Mein
Tu Hamaara Hai ...
Andhere Raaston Ka Tu Sitaara Hai ...
Kamalli Habibi Mah'ta Dilai
I'layya 'Anayya Bindaa 'Ilai
Wila'ha Walayla Kulli Ku
Yakuniya Habibi Mahta Dillai
Tu Hi Jeene Ka Sahaara Hai
Meri Maujon Ka Kinaara Hai
Mere Liye Yeh Jahaan Hai Tu
Tujhe Mere Dil Ne Pukaara Hai ...