Kal raste mein gham mil gaya tha
Lag ke gale main ro diya
Jo sirf mera tha sirf mera
Maine use kyun kho diya
Haan woh aankhein jinhein main
Choomta tha bewajah
Pyar mere liye kyun baqi na raha
Ho ho ho
Humnava mere tu hai to meri saansein chalein
Bata de kaise main jiyunga tere bina
O humnava mere tu hai to meri saansein chalein
Bata de kaise main jiyunga tere bina
O o o o o o o o o o o
Har waqt dil ko jo sataye
Aisi kami hai tu
Main bhi na jaanu ye ke itna
Kyun lazmi hai tu
Neendein ja ke na lauti kitni raatein dhal gayi
Itne taare gine ke ungliyan bhi jal gayi
Ho ho ho
Humnava mere tu hai to meri saansein chalein
Bata de kaise main jiyunga tere bina
O humnava mere tu hai to meri saansein chalein
Bata de kaise main jiyunga tere bina
O o o o o o o o o o o
Tu aakhri aansu hai yaara
Hai aakhri tu gham
Dil ab kahan hai jo dobara
De dein kisi ko hum
Apni shaamon mein hissa ph